Roman script

hum kadam hum safar hum nashi hum zuba
mast apne hal me zinda dilo ka karwa
mast apne hal me zinda dilo ka karwa
hum kadam hum safar hum nashi hum zuba
mast apne hal me zinda dilo ka karwa
mast apne hal me zinda dilo ka karwa
hum kadam hum safar hum nashi hum zuba
tu jo ho mukam ho hai sfar me zindagi 
ho jo ho nayi nayi hai ye apni bandagi
apni dhun me hum magan chal pade to chal pade 
khud hi raste bane jis taraf nikal pade 
takato me jidhar uth gayi ye nazar
manjile ubal pade 
hum kadam hum safar hum nashi hum zuba
mast apne hal me zinda dilo ka karwa
mast apne hal me zinda dilo ka karwa
hum kadam hum safar hum nashi hum zuba
surato me narmiya khun me hai garmiya
hum nava hai aandhiya humsafar hai bijliya
honsle bulnd hai himmte jawan hai
sar phiroshiyo ki hum zinda dastan hai
dushmano se khao dur humse raho
aag hai tufan hai 
hum kadam hum safar hum nashi hum zuba
mast apne hal me zinda dilo ka karwa
mast apne hal me zinda dilo ka karwa
hum kadam hum safar hum nashi hum zuba

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Usha Khanna, Manna Dey, Mahendra Kapoor