Roman script

hum jiye ya mare haye haay hum kya kare

hum jiye ya mare haye hum kya kare

hum jiye ya mare haye hum kya kare

kya kare kya kare kya kare

haye hum kya kare haye hum kya kare

haye hum kya kare haye hum kya kare

khil rahi chandani mast hai kamini

roop hai rang hai ang me ang hai

roop hai rang hai ang me ang hai

mat laga tu agan jal raha hai badan

kab talak yu hi aahe bhare

hum jiye ya mare haye hum kya kare

hum jiye ya mare haye hum kya kare

phuljhadi hai umar jal rahe hai najar

har nazar tej hai has rahi sej hai

har nazar tej hai has rahi sej hai

tumne ghayal kiya dekh lungi piya

hum gunao se kaahe dare

hum jiye ya mare haye hum kya kare

hum jiye ya mare haye hum kya kare

zindagi dharm hai punya hi karam hai

zindagi dharm hai punya hi karam hai

are chal 

zindagi prem hai prem hi marm hai

zindagi prem hai prem hi marm hai

pyar tan se nahi pyar man se karo

iska matlab hai kya zindagi bhar maro

vasna ke pare aankh kholo jara

vasna ke pare aankh kholo jara

tum bhi ho sundari has ke bolo jara

tum bhi ho sundari has ke bolo jara

do dino ke liye rup hai gandh hai

do dino ke liye rup hai gandh hai

isiliye bhog lo wo hi aanand hai

isiliye bhog lo wo hi aanand hai

tum samjhte ho kya zindagi aish hai

aish ho ya na ho kya wo updesh hai

saty hai zindagi jhuth hai vasna

saty hai zindagi jhuth hai vasna

vasna ke bina jhuth hai sadhna

vasna ke bina jhuth hai sadhna

bhog me tyaag hai tyaag annad hai

dur dekhega kya jo najarband hai

rup hai do ghadi pyar hai sarwada

ek hai jhil to ek hai narmada

roshni ke liye deep bankar jalo

megh bankar chalo mom bankar galo

zindagi tyaag hai ya ke vyapar hai

jo ke khudgarz hai uska dhikkaar hai

uska dhikkaar hai, uska dhikkar hai

chalte duniya ka dukh hum hare

hum jiye ya mare haye hum kya kare

hum jiye ya mare haye hum kya kare

hum jiye ya mare haye hum kya kare

Explore this song