Roman script

hum jaha hai vo makam husn or ishq hai 

hum jaha hai vo makam husn or ishq hai

is zindagi ka naam is zindagi ka naam 

husan or ishq hai hum jaha hai vo makam 

husan or ishq hai hum jaha hai 

jane bahara tum ho jane chaman ho

jane bahara tum ho jane chaman ho

tum subha zindagi ki paheli kiran ho

tum subha zindagi ki paheli kiran ho

is roshani ka naam is roshani ka naam

husn or ishq hai hum jaha hai vo makam 

husn or ishq hai hum jaha hai 

dil ka fasana aaya jabse juba par

dil ka fasana aaya jabse juba par

hum tum hai chhaye hue dono jaha par

hum tum hai chhaye hue dono jaha par

is dilkashi ki naam is dilkashi ki naam

husn or ishq hai hum jaha hai vo makam 

husn or ishq hai hum jaha hai vo makam

husn or ishq hai is zindagi ka naam 

is zindagi ka naam husn or ishq hai 

hum jaha hai vo makam husn or ishq hai 

hum jaha hai

Explore this song