Roman script

hum do sarif laye tasrif hum dono ki ye tarif

hum do sarif laye tasrif hum dono ki ye tarif

mast hai apni yari me mast hai apni yari me

na koi gum na taklif hum do sarif laye tasrif 

hum dono ki ye tarif hum do sarif laye tasrif 

hum dono ki ye tarif

dhund rahe hai raste hamko manjil hame pukare

are samay ki gadi waqt ka pahiya chalta sath hamare

dhund rahe hai raste hamko manjil hame pukare

are samay ki gadi waqt ka pahiya chalta sath hamare

gulshan gulshan phul khilade jaha bhi kare ishare

hum do sarif laye tasrif hum dono ki ye tarif

hum do sarif laye tasrif hum dono ki ye tarif

chanak chanak majbur jawani nache dekar tali

budhe ishk ladaye nahi koi umar ka yaha sawal

mal lutakar mal kharide mal ka dekho kamal

are ye to nahi mere lal hum do sarif laye tasrif 

hum dono ki ye tarif hum do sarif laye tasrif 

hum dono ki ye tarif

jab tak sine me himmat hai or baho me bal

ek duje ki muskil milkar dono karenge hal

dhund rahe hai jinko wo mil jayenge agar

are chal mere yar chal

Explore this song