Roman script

la la la la la la la 

ho ho ho ho la la la 

do pardesi anjane se

do pardesi anjane se

lagte hai kyu pahchane se

o sathiya re 

main bhi na janu, ye tu bhi na jane

koi bhi na jane 

do pardesi anjane se

lagte hai kyu pahchane se

koi chehra dekhe to, koi sapna yaad aaye

koi sapna yaad aaye

sadiyo se jo bichhda, koi apna yaad aaye

koi apna yaad aaye

desh begana 

desh begana, log paraye 

man ka mit, kaha mil jaye

sathiya re

main bhi na janu, ye tu bhi na jane

koi bhi na jane 

do pardesi anjane se

lagte hai kyu pahchane se

chubhte hai kyu badan me, phulo ke naram saye

phulo ke naram saye

badal se pyas barse, lahro se aanch aaye

lahro se aanch aaye

jivan me ye 

jivan me ye kya din aaye

apni saanse aag lagaye

sathiya re

main bhi na janu, ye tu bhi na jane

koi bhi na jane 

do pardesi anjane se

lagte hai kyu pahchane se

jhilmil se ye ujale, gumsum se ye andhere

gumsum se ye andhere

kahte hai dur rahna, par rahna sath mere

par rahna sath mere

pass bhi aake 

pass bhi aake, pass na aaye

do dil kyu pyase rah jaye

sathiya re

main bhi na janu, tu bhi na jane

koi bhi na jane 

do pardesi anjane se

do pardesi anjane se

lagte hai kyu pahchane se

Explore this song