Roman script

hum chahe ya na chahe 

humrahi bana leti hai humko jiwan ki raahe

hum chahe ya na chahe 

ye rahe kaha se aati ye rahe kaha le jati

ye rahe kaha se aati ye rahe kaha le jati

rahe dharti ke tan par aakash ki faili bahe

hum chahe ya na chahe 

humrahi bana leti hai humko jiwan ki raahe

hum chahe ya na chahe 

utra aakash dhara par 

tan man kar diya nichawar

utra aakash dhara par 

tan man kar diya nichawar

jo phul khilana chahe 

has has kar sath nibhaye

hum chahe ya na chahe 

humrahi bana leti hai humko jiwan ki raahe

hum chahe ya na chahe

Explore this song