Roman script

hum bachche haste hasate hai 

hum sabko dil behlate hai

hum kaun hai abhi batate hai 

apni tarif sunate hai 

hum bachche haste hasate hai 

hum sabko dil behlate hai 

hum kaun hai abhi batate hai 

apni tarif sunate hai 

ye aalok main rajan hu 

dekh rahe herat se kyu 

ye dubla main mota kyu 

kyuki apne ancal the laldhari 

mai hu akbar main hu akbar 

ba adab ba mulahi shah hoshiyar 

mai hu akbar main hu akbar 

magar mai mugle aazam nahi 

mera naam mera naam mera naam yaha akbar 

mai hu akbar main hu akbar 

magar mai mugle aazam nahi 

mohar mustafa rani mohar mustafa rani

hum hai teen bade rangin chahe jiska baja de been 

apne bade bhai hai teen aaman akbar ailkhal 

mohar mustafa rani mohar mustafa rani

saddi sone panjab vich 

hoya si ek gayak jogi 

main ramta par jog nahi 

ramta hun main bas ramta hun 

ramta hun main bas ramta hun 

sima sima sima main sima 

dedi mammi paar kar gaye the 

jab pyar ki sima 

tab tha mera janam huaa 

isiliye main sima 

ek paheli ka jawab hai 

mera naam jala 

har mandir me gayi jati 

adalto me payi jati 

uski kasam khayi jati 

bolo pehchana main hu gita 

main hu gita main hu gita 

mera naam bada aasan jane sara hindushtan 

dekh ki sabse pyari pyari pyari ki pyari jaisa naam 

dekh ki sabse pyari pyari pyari ki pyari jaisa naam 

soniya mera naam soniya mera naam 

soniya mera naam soniya mera naam 

hum bachche haste hasate hai 

hum sabko dil behlate hai

Explore this song