Roman script

ham aise kismat ko kya kare 

hay hay 

ki jo ek din hansaye, ek din rulaye 

ek din hansaye, ek din rulaye 

kismat hamari hami ko sataye hay

ki jo ek din hansaye, ek din rulaye 

ek din hansaye, ek din rulaye 

duniya me pahle pahle jab wo aai 

kismat jo aai to, phulo ke sang sang 

kante bhi lai 

ham sab ke aangan me aise bichhai hay 

ki jo ek din hansaye, ek din rulaye 

ek din hansaye, ek din rulaye 

rone ka din bhar main gati hu gana 

dukh bhulne ka hain ye ek bahaana

kahti hu main dil ke tukdo se hay 

baithe rahu main dukhda chhupaye 

baithe rahu main dukhda chhupaye 

duniya ki reet bhi kaisi hay

ki jo ek din hansaye, ek din rulaye 

ek din hansaye, ek din rulaye 

aa jo kuchh bhi aata hain aane de bande 

jo kuchh bhi aata hain aane de bande 

jo kuchh bhi jata hain jane de bande 

jo kuchh bhi aata hain aane de bande 

duniya me sukh dukh ke do din hain hay 

ki jo ek din hansaye, ek din rulaye 

ek din hansaye, ek din rulaye 

ek din hansaye, ek din rulaye

Explore this song