Roman script

tujhse pura pyaar kiya hai, jindagi se aadha

rab ko bhi maalum hai, tujhe chahu rab se jyaada

hulchul hulchul dil mein hulchul

chal chal chal chal main rahi chal

hulchul hulchul dil mein hulchul

chal chal chal chal main rahi chal

chal chal chal ab kahin chal, mar jaaungi main sanam

jina hai marna hai, ishq tujhe karna hai

teri yeh adaye deewaana kar jaaye

tode meri har kasam

hulchul hulchul dil mein hulchul

chal chal chal chal main rahi chal

chal chal chal abb kahin chal, mar jaaungi main sanam

chubhati rahi tanhaaiya, aahat bani parchhayiya

karti rahi main intjaar, mitati rahi raanaayiya

chubhti rahi tanhaaiya

madhosh aise ho jaaye hum, ek dusare mein kho jaaye hum

betaabiyon mein tute badan achchha lage hai aawaaraapan

gori gori baahein mujhe lalchaaye

kaise main roku kadam

hulchul hulchul dil mein hulchul

chal chal chal chal main rahi chal

chal chal chal abb kahin chal, mar jaaungi main sanam

o jaaneman o rehnuma tujhme chhupi hai meri jaan

jisme teri tasbir hai aankhon mein hai o aaina

o jaaneman o rehnuma

dekhi jo teri yeh shokhiya dil ne kaha kar gustaakhiya

chaahat ki shabnam pi lene de, yeh lamha ji bhar ji lene de

teri yeh nigaahe mujhe bada sataaye

jaadu kare dam badam

hulchul hulchul dil mein hulchul

chal chal chal chal main rahi chal

chal chal chal abb kahin chal, mar jaaungi main sanam

jina hai marna hai, ishq tujhe karna hai

teri yeh adaaye deewaana kar jaaye

tode meri har kasam

hulchul hulchul dil mein hulchul

chal chal chal chal main rahi chal

chal chal chal abb kahin chal, mar jaaungi main sanam

hulchul hulchul dil mein hulchul

chal chal chal chal main rahi chal

Explore this song