Roman script

hu mai raat guzaari hay mai raat guzaari

taare gin gin ke ho saiyaan teri ban ke bedardi balama

hu mai raat guzaari

kar ke jaadu mujhape aisa, kar ke jaadu mujhape aisa

tune diya mujhe dard ye kaisa

tune diya mujhe dard ye kaisa

dard ye kaisa ji dard ye kaisa mujhe dard ye kaisa

hu mai raat guzaari hay mai raat guzaari

taare gin gin ke ho saiyaan teri ban ke bedardi baalama 

hu mai raat guzari

puchhe kaliya bhar ke aahe kis se ladi teri shokh nigaahe

shokh nigaahe ji shokh nigaahe teri shokh nigaahe

hu mai raat guzaari hay mai raat guzaari

taare gin gin ke ho saiyaan teri ban ke bedardi baalama 

hu mai raat guzari

gir gir jaaye anchal sar se hay jiya tere pyaar ko tarse

pyaar ko tarse ji pyaar ko tarse ji pyaar ko tarse

hu mai raat guzaari hay mai raat guzaari

taare gin gin ke ho saiyaan teri ban ke bedardi baalama 

hu mai raat guzari

Explore this song