Roman script

hoy runjhun teri, paayal bole gori

hoy runjhun teri, paayal bole gori 

hoy chhup chhup kahaa, chali hain chori chori

rulake tadpa ke, kahaa re jind mori 

bajariyaa ke bich kaise ghunghata uthaau re 

laaj ke maare main to mari mari jaau re 

bajariyaa ke bich kaise ghunghata uthaau re 

laaj ke maare main to mari mari jaau re 

gore gore mukhade se badali hataa de ri

badali hata de 

pyaase hain naina mere, pyaas bujha de re 

pyaas bujha de 

badan mora komal, umar mori baali 

kamar mori lachake, jo phuliyaa ki daali

raah chalat balkhaau re

hoy runjhun teri, paayal bole gori 

hoy chhup chhup kahaa, chali hain chori chori

rulake tadpa ke, kahaa re jind mori 

bajariyaa ke bich kaise ghunghata uthaau re 

laaj ke maare main to mari mari jaau re 

bajariyaa ke bich kaise ghunghata uthaau re 

laaj ke maare main to mari mari jaau re 

kaahe tu chhupaaye gori, rup ke ujaale ri 

rup ke ujaale

ghunghata ke ot se hi, nainawaa milaa ri

nainawaa milaa le

paayaliyaa gori chhanak gayi chhan se 

chunariyaa laja ke lipat gayi tan se 

paayaliyaa gori chhanak gayi chhan se 

chunariyaa laja ke lipat gayi tan se

kaise najariyaa milaau re

hoy runjhun teri, paayal bole gori 

hoy chhup chhup kahaa, chali hain chori chori

rulake tadpa ke, kahaa re jind mori 

bajariyaa ke bich kaise ghunghata uthaau re 

laaj ke maare main to mari mari jaau re 

bajariyaa ke bich kaise ghunghata uthaau re 

laaj ke maare main to mari mari jaau re

Explore this song