Roman script

ha ah ha, ha ah ha, ha ah ha

dilbar dilbar, haan dilbar dilbar - 2

hosh na khabar hai, yeh kaisa asar hai - 2

tumse milne ke baad dilbar - 2

dard hai chubhan hai, kya deewanapan hai - 2

tumse milne ke baad dilbar

haan, tumse milne ke baad dilbar

dilbar dilbar, haan dilbar dilbar - 2

tu mera khwaab hai, tu mere dil ka qaraar - 2

dekh le jaaneman, dekh le bas ek baar

choom le jism ko, hum nasheen paas aa

chain kho gaya hai, kuch to ho gaya hai - 2

tumse milne ke baad dilbar

haan, tumse milne ke baad dilbar

dilbar dilbar, haan dilbar dilbar - 2

haan haan haan haan, haan haan haan haan - 2

ishq betaab hai, husn ki maheki bahaar - 2

dooriya kis liye, kis liye ab intezaar

tootna hai badan, kya hua kya pataa

pyaas mein dhali hoon, raat din jali hoon - 2

tumse milne ke baad dilbar

haan, tumse milne ke baad dilbar

hosh na khabar hai, yeh kaisa asar hai - 2

tumse milne ke baad dilbar

haan, tumse milne ke baad dilbar

dard hai chubhan hai, kya deewanapan hai - 2

tumse milne ke baad dilbar

haan, tumse milne ke baad dilbar

Explore this song