Roman script

hosm me aa o murkh bande

upar hai bahgwan

sab karmo ka wo hai bhedi le usko pahchan

na kar paap duniya me nadan banke

na kar paap duniya me nadan banke

dikha de zamane ko insaan banke

dikha de zamane ko insaan banke

insaan banke

na kar paap duniya me nadan banke

jara uth ke jivan ka naksha badal de

jara uth ke jivan ka naksha badal de

hai manzil ki hasrat to rasta badal de

to rasta badal de, to rasta badal de

chala chal bhlayi ka tufan banke

chala chal bhlayi ka tufan banke

tufan banke

na kar paap duniya me nadan banke

na kar paap duniya me nadan banke

tu kab tak bhala

tu kab tak bhala hath malta rahega

ye kismat ka chakkar to chalta rahega

ye kismat ka chakkar to chalta rahega

mita de garibi ko balwan banke

balwan banke

na kar paap duniya me nadan banke

Explore this song