Roman script

honge kaamyaab, honge kaamyaab, ham honge kaamyaab ek din

ho ho mann mai hai vishwaas, pura hai vishwaas

ham honge kaamyaab ek din

hogee shaantee chaaro aur -3 ek din

ho ho mann mai hai vishwaas, pura hai vishwaas

hogee shaantee chaaro aur ek din

ham chalenge saath saath, daale haatho mai haath

ham chalenge saath saath ek din

ho ho ho mann mai hai vishwaas, pura hai vishwaas

ham chalenge saath saath ek din

nahee darr kisee kaa aaj -3 ke din

ho ho mann mai hai vishwaas, pura hai vishwaas

nahee darr kisee kaa aaj ke din

Explore this song