Roman script

kathak bhi badla bhangda bhi badla

ab hulla hup aa gaya

chali kaisi zamane me ulti hawa

chali kaisi zamane me ulti hawa

hulla hup hulla hup hulla hup 

hulla hup hulla hup hulla hup 

kathak bhi badla bhangda bhi badla

ab hulla hup aa gaya

chali kaisi zamane me ulti hawa

chali kaisi zamane me ulti hawa

hulla hup hulla hup hulla hup 

hulla hup hulla hup hulla hup 

raat raat raat jhuth tere munh me khak

bol bol bol kabhi to accha bol

kajri ki baat kar thumri ki baat kar

kajri ki baat kar thumri ki baat kar

ya chhed de dadra

chali kaisi zamane me ulti hawa

chali kaisi zamane me ulti hawa

hulla hup hulla hup hulla hup 

hulla hup hulla hup hulla hup 

apne watan ki har chiz khoti

khoti ji khoti ji khoti khoti khoti

akal zamane ki ho gayi moti

moti ji moti ji moti moti moti

na bhesh apna na apni roti

na bhesh apna na apni roti

mardo ke sar se utar gayi pagdi

aurat ka ghunghat gaya

chali kaisi zamane me ulti hawa

chali kaisi zamane me ulti hawa

hulla hup hulla hup hulla hup 

hulla hup hulla hup hulla hup 

gaaye gajal na, na bole rubai

sunne me aaye kahi na chaupai

saju ki amma saju ke appa

gaate hai ab to sab luralayi

lura la lura la lura la lura la 

ab na wo murgi ab na wo harkat

badla hai har pentra

chali kaisi zamane me ulti hawa

chali kaisi zamane me ulti hawa

kathak bhi badla bhangda bhi badla

ab hulla hup aa gaya

chali kaisi zamane me ulti hawa

chali kaisi zamane me ulti hawa

hulla hup hulla hup hulla hup 

hulla hup hulla hup hulla hup

Explore this song