Roman script

hole hole ek bhi na ghungru bole yu utha le mujhko saiya

mai nachu jab chham se hole hole ek bhi na ghungru bole

yu utha le mujhko saiya mai nachu jab chham se

mai nachu jab chham se

aaja oo aaja kaha roz roz ye moka na dena na dena

kahi aaj rat bhi dhokha aaja oo aaja kaha roz roz 

ye moka na dena na dena kahi aaj rat bhi dhokha

sambhal sambhal ke reh na jaye duniya jalke 

yu utha le mujhko saiya mai nachu jab chham se

hole hole ek bhi na ghungru bole yu utha le mujhko saiya

mai nachu jab chham se

aaja ho aaja huyi chand rat bhigi si 

bin tere bin tere ye chandani hai phiki si 

bat ye suljhe is tarha ke lat na uljhe

yu utha le mujhko saiya mai nachu jab chham se

hole hole ek bhi na ghungru bole yu utha le mujhko saiya

mai nachu jab chham se

aaja oo aaja ab rat rah gayi aadhi

kya hoga kya hoga jo bat reh gayi aadhi

aaja oo aaja ab rat rah gayi aadhi

kya hoga kya hoga jo bat reh gayi aadhi

dil na bahle rat ke dhalne se pahle yu utha le mujhko saiya

mai nachu jab chham se hole hole ek bhi na ghungru bole

yu utha le mujhko saiya mai nachu jab chham se

hole hole ek bhi na ghungru bole yu utha le mujhko saiya

mai nachu jab chham se

Explore this song