Roman script

saki ki nigaho se bach kar

ek zam chura ke lai hu

aankho se utha hotho se laga

mai khud hi ek surahi hu

pani to zamana pita hai

is aag ko aaj to pina hai

anjam se budjil darte hai

har hal me humko jina hai 

ae ji hoga kya aage janab dekhna

abhi to sawal hai jawab dekhna

abhi to sawal hai jawab dekhna

ae ji hoga kya aage janab dekhna

abhi to sawal hai jawab dekhna

abhi to sawal hai jawab dekhna

haye abhi to sawal hai jawab dekhna

ye husn tera mohabbat meri 

hai rango bhari jawani teri 

ye husn tera mohabbat meri 

hai rango bhari jawani teri 

ha ji chahata hai jawani luta du

tujhe aaj ek nayi jannat dikha du

aankh sharabi oye oye oye

hoth gulabi oye oye oye

aankh sharabi hoth gulabi 

tere hath hai dil ki chabi 

mere dil ki chabi 

o mera gora gulabi shabab dekhna

abhi to sawal hai jawab dekhna

abhi to sawal hai jawab dekhna

ae ji hoga kya aage janab dekhna

abhi to sawal hai jawab dekhna

abhi to sawal hai jawab dekhna

haye abhi to sawal hai jawab dekhna

natije se hum darte nahi 

jo dete hai jaa wo marte nahi 

natije se hum darte nahi 

jo dete hai jaa wo marte nahi 

mere hath ki dekhna tum safai

jo feku ? machegi tabahi

hum bhi khiladi oye oye oye

tum bhi khiladi oye oye oye

hum bhi khiladi tum bhi khiladi

chakkar baz hai duniya sari duniya sari

ho yaro yaro ki yari ka kamaal dekhna

abhi to sawal hai jawab dekhna

abhi to sawal hai jawab dekhna

ae ji hoga kya aage janab dekhna

abhi to sawal hai jawab dekhna

haye abhi to sawal hai jawab dekhna

haye abhi to sawal hai jawab dekhna

Explore this song