Roman script

ho ye jawani gulab jaisi hai gulab jaisi 

kisi rangin khwab jaise khwab 

jaisi aap jaisi hai

ye jawani gulab jaisi hai gulab jaisi 

chaha hai mere dil ne diwanawar tumko

diwanawar tumko chaha hai mere

dil ne diwanawar tumko diwanawar tumko

kah do meri wafa ka hai eitbar tumko

kah do meri wafa ka hai eitbar tumko

ho ye khamoshi ye khamosi jawab 

jaisi hai jawab jaisi hai

kisi rangin khwab jaisi rangin khwab 

jaisi aap jaisi hai

rukh par jara gira lo julfo ki badliyo ko

jo kaho to mai chura lu honto ki surkhiyo ko

rukh par jara gira lo julfo ki badliyo ko

ki ye masti sharab jaisi sharab jaisi

kisi rangin khwab jaisi khwab jaise 

aap jaisi hai

mehendi lagegi hatho me khankega 

kangna raato me

bada maja aayega chandni raato me 

pyar ki ghadiya aayegi phulo ki ladiya layegi

chedegi jo sakhiya teri ankhiya sharmayegi

mehendi lagegi hatho me khankega 

kangna raato me

bada maja aayega chandni raato me 

mehendi lagegi hatho me khankega 

kangna raato me

bada maja aayega chandni raato me 

shehnayi gunji hai shehnayi gunji hai 

mere gaao me

mehendi lagegi hatho me khankega 

kangna raato me

khushbu ye tere badan ki mahki hui hawa me

khushbu ye tere badan ki mahki hui hawa me

shokhi teri teri ada bahki fija hai 

ho ye hasi rut shabab jaisi hai

kisi rangin khawab jaisi hai

Explore this song