Roman script

ishq se khuda bhi ishq meri jaan bhi hai

ishq se pareh to tu hi rasam jaan bhi hai

kabhi mai jina chahu, kabhi mai bhulu jina

kabhi mai mangu aise, duaye sau bar ho thoda sa pyar

kabhi mai chahu ye ho, kabhi mai chahu wo ho

kabhi mai bhi kisi ka karu intzar ho thoda sa pyar

thoda sa badle, thoda sa behle

thoda sa machle ye dil ha abki bar

meri bhi hai tamana kisi ko to hai banna

kisi se jhutha ruthu karu mai takrar ho thoda sa pyar

milta hi nahi dhunda hai lakh wo chehra zamane me

jiska roz hi aata hai naam sa dil ke fasane me

milta hi nahi dhunda hai lakh wo chehra zamane me

jiska roz hi aata hai naam sa dil ke fasane me

rozana use dhundu, rozana use bhulu

rozana use palu khayalo pe sawar ho thoda sa pyar

ishq se khuda bhi ishq meri jaan bhi hai

ishq se pareh to tu hi rasam jaan bhi hai

lafzo me kahi jane kyu khoyi hai meri kahani hi

apni bato ko achha hai mai kahu apni zubani hi

lafzo me kahi jane kyu khoyi hai meri kahani hi

apni bato ko achha hai mai kahu apni zubani hi

zara sa mai jali hu, zara sa mai bhuji hu

zara sa mai dhua hu hawao pe sawar ho thoda sa pyar

thoda sa badle, thoda sa behle

thoda sa machle ye dil ha abki bar

meri bhi hai tamana kisi ka to hai banna

kisi se jhutha ruthu karu mai takrar

ho thoda sa pyar, ho thoda sa pyar

ho thoda sa pyar, ho thoda sa pyar

lyrics typed by: rekha panghal

Explore this song