Roman script

o o mori baali umariya

o o mori baali umariya

sanwariya, sanwariya, dekho maro na

o dekho maro na tirachhi najariyan

dekho maro na tirachhi najariya

najariya, sanwariya

sanwariya haye baali umariya

o mori baali umariya

tore nainan me jaadu hain o bekhabar

ho tore nainan me jaadu hain o bekhabar

yahi darr hain ke dil me na kar jaye ghar

ha yahi darr hain ke dil me na kar jaye ghar

rahe apni aa mohe khabariya

rahe apni aa mohe khabariya

o sanwariya, dekho maro na

o dekho maro na tirachhi najariyan

najariya, sanwariya

sanwariya haye baali umariya

o mori baali umariya

mile naina se naina jiya kho gaya

haye jiya kho gaya

mile naina se naina jiya kho gaya

haye jiya kho gaya

ye aankho hi aankho me kya ho gaya

ho gaya

jane aankho hi aankho me kya ho gaya

more baanke sajile sanwariya

more baanke sajile sanwariya

o sanwariya, dekho maro na

o dekho maro na tirachhi najariyan

najariya, sanwariya

sanwariya haye baali umariya

o mori baali umariya

Explore this song