Roman script

tu mere karib ki 

sab barikiyo mein sama gaya hai tu

jo koi sawal ho

jawab bhi mera ban gaya hai tu

main soch mein bas rah gayi

jisme tu nahi wo baat kaisi

ye umar bhi kya umar hai

jo tu nahi wo raat kaisi

ho na ho na tum ho na ho na tum

ho na ho na tum

madhoshiya kahti hai rukna abhi

hai kashmkash nahi dhalta ye junun

kabhi chupke se tu jhanke zindagi mein meri

pal pal mein jaise bikhra jadu

main sochti bas rah gayi

dil mein na jo tu saans ruk jati kab ki

khayal mein bas tu dikhe

jo tu nahi wo yaad kaisi

ho na ho na tum ho na ho na tum

ho na ho na tum ho na ho na tum 

ho na ho na tum ho na ho na tum

Explore this song