Roman script
aaye dekho sadhu santan,sare tere hi saran karte hein ganga surya,ko koti koti sat naman aaye dekho sadhu santan,sare tere hi saran karte hein ganga surya,ko koti koti sat naman ae aaj dharti ambar sitare,he kan kan bhi sunya sab sakshi tumhare,daas man ki kamna hein purn hoye hawan,sab pe teri daya ho mere ram chandram sundram ho mangalam ho mangalam,ho mangalam sab ka prabhu ho mangalam ho mangalam,ho mangalam jag ka prabhu om hari hareshvar raam ya,om dev shakti santanam om braham guruve namo nam,om shiv sadaye shankaram ae tino logo ke param,aao prabhu upkar karo iss yagy mein aahutiya,prabhu ramji swikar karo swikar karo udhaar karo,karte tumhi rakshan kar ho mangalam ho mangalam,ho mangalam sab ka prabhu ho mangalam ho mangalam,ho mangalam sab ka prabhu he tez jwala ki lapat,jaise koi kundan hi ho natmastak sab teri saran,tere hriday se vandan hi ho raghuvar mere naiya bhavar mein ab ki kar do paar,sarswat sanatan punya jeevan dharam hi sanksar,he puratan satya sanatan kartvya hi apna dharam ho mangalam ho mangalam,ho mangalam sab ka prabhu ho mangalam ho mangalam,ho mangalam jag ka prabhu ho mangalam ho mangalam,ho mangalam jag ka prabhu ho mangalam sab ka prabhu,ho mangalam ho mangalam ho mangalam jag ka prabhu
Song details
- Singer: Kailash Kher
- Film / album: Accident Or Conspiracy: Godhra (2024)
- Composer: V Rakx
- Lyricist: Aman Pratap Singh
- Lyricist: M K Shivaaksh
- Actor: Ranvir Shorey
- Actor: Manoj Joshi
- Actor: Hitu Kanodia
- Actor: Denisha Ghumra
- Actor: Akshita Namdev
- Actor: M.K. Shivaaksh
- Actor: Rajeev Surti
- Actor: Ganesh Yadav
- Actor: Swati Verma
- Actor: Gulshan Pandey
- Actor: Makrand Shukla
- Actor: Sharad Kelkar
Song video
lyricist: Aman Pratap Singh, M K Shivaaksh