Roman script

ho koi aayega ayega ayega, hamre gaw koi aayega

pyar ki dor se bandh jayega, hamre gaw koi aayega

nishdin fadke bhawar jaisi kali kali ankhiya

jhilmil puche bhed jiya ka, chanchal chanchal sakhiya

dar dar jau laz ke mare, bol na pau batiya

rang rangil mausam laya, aaj pihu ki patiya

ho chori chori hamse aankh milayega, hamre gaw koi aayega

pyar ki dor se bandh jayega, hamre gaw koi aayega

ho koi aayega ayega ayega, hamre gaw koi aayega

pyar ki dor se bandh jayega, hamre gaw koi aayega

din ka suraj rat ka chanda, raho ka ujiyara

hoye hoye hamre nain pe chaya, bin dekha matwara

jhan hi jane kaisa hoga sapna jiska pyara

haye re jiski aankh ne ham par, pyar ka jadu dala

wo hamri mithi mithi ninde churayega, hamre gaw koi aayega

pyar ki dor se bandh jayega, hamre gaw koi aayega

ho koi aayega ayega ayega, hamre gaw koi aayega

pyar ki dor se bandh jayega, hamre gaw koi aayega

Explore this song