Roman script

yu rutho na tum mehbuba 

hasdo to chain aaye

ho jaye ho jaye ho jaye ho 

jaye ha kuchh mitha ho jaye

yu rutho na tum mehbuba 

hasdo to chain aaye

ho jaye ho jaye ho jaye 

ho jaye ha kuchh mitha ho jaye

pyar jaha hai rab bhi wahi hai 

pyar nahi to kuchh bhi nahi hai

pyar ka ek dilkash lamha 

hota hai sadiyo se bada

yar nahi kat sakta hai 

dil ka safar tanha tanha

mai mangu duwa hale dil ye 

koyi tumko samjhaye

ho jaye ho jaye ho jaye ho 

jaye ha kuchh mitha ho jaye

bechaini ka aalam hai aur sama bhi hai pyara

har ehsas mai pagalpan manjar bhi hai aawara

hai sabse hasi tera chehra har dil ko jo bhaye

ho jaye ho jaye ho jaye 

ho jaye ha kuchh mitha ho jaye

ho jaye ho jaye ha kuchh mitha ho jaye

Explore this song