Roman script

ho gaye hum badnam sanwariya tere liye 

ho gaye hum badnam sanwariya tere liye 

sanwariya tere liye ho sanwariya tere liye 

han rakh liya majnu nam 

rakh liya majnu nam 

rakh liya majnu nam sanwariya tere liye

sanwariya tere liye 

tujh bin suna dil ka aangan aakar ise bata ja re 

aakar ise bata ja re 

tujh bin suna dil ka aangan aakar ise bata ja re 

aakar ise bata ja re 

tere liye dil tadp rha hai kisi bahane aaja re 

kisi bahane aaja re 

ho o maine choda ghar ka kam choda ghar ka kam 

choda ghar ka kam sanwariya tere liye 

sanwariya tere liye 

chhut gaya sab khana pina lage tum katari 

lage tum katari 

chhod munimi ab to kar li teri tabirdari 

ho gori teri tabirdari ho teri tabirdari 

ho main ban jaunga har jaam ban jaunga har jaam 

ban jaunga har jaam sanwariya tere liye 

sanwariya tere liye 

kholungi dil ka darwaja bina puche aa jana 

ha ha bina puche aa jana 

main jab teri ho gayi sajan fir kais ghabrana 

ha ha fir kaisa ghabrana ho fir kaisa ghabrana 

ho o ho jaungi nilam ho jaungi nilam 

ho jaungi nilam sanwariya tere liye 

sanwariya tere liye 

ho gaye hum badnam sanwariya 

ho gaye hum badnam sanwariya tere liye 

sanwariya tere liye

Explore this song