Roman script

ho gaya hai pyar tumse, tumhi se ek baar phir se

bolo ab kya karein, bolo kya karein

ho gaya hai pyar tumse, tumhi se ek baar phir se

bolo ab kya karein, bolo kya karein

pichle mausam se dhup ke kuch kisse

dil jaa ke le aaye aur humko sunaaye

beeti un raaton mein jaa jaake jaage

pehli dafaa jaise tum pe phir se jaam re

ho gaya hai pyar tumse, tumhi se ek baar phir se

bolo ab kya karein, bolo kya karein

ho ho aa ha bolo kya karein

naseehatein na maani, apni bune kahaani

mashvare na maane kya kya kare bahaane

dil rui ka resha, tu hawaa jaisa

teri taraf hi ude

pehli dafaa jaise tum pe phir se jaam re

ho gaya hai pyar tumse, tumhi se ek baar phir se

bolo ab kya karein, bolo kya karein

ho gaya hai pyar tumse, tumhi se ek baar phir se

bolo ab kya karein, bolo kya karein

Explore this song