Roman script

ho gayi hai mohabbat tumse 

aaye palko mein khaab banke 

rah gaye sar aankho par 

bade aehsaan ham pe 

dil ne kiya basar o o 

mil gayi hai haa maana tumse 

ho gayi mohabbat tumse

rakh de saare jaha ki 

khushiya tumhare kadmo par

dekhe na mudke duniya

aawaj de do agar o o o 

le rahe ijajat tumse 

ho gayi hai mohabbat tumse

haal-e-dil apna sunke

dekhe hua kya asar

naaraj hamse naa hona

baaho mein le le agar o o o 

itni si hai inayat tumse 

ho gayi hai mohabbat tumse

tumse hamesha main pyar karunga

siva tumhare naam na lunga

tumse hamesha main pyar karunga

siva tumhare naam na lunga

i will always love you for my life

kah rahe hai hakikat tumse 

i will always love you for my life

jindagi jannat hai tumse

i will always love you for my life

jindagi jannat hai tumse

i will always love you for my life

jindagi jannat hai tumse

Explore this song