Roman script

kya ye hai sirf ek sapna 

kya ye hai bas khyal apna

kya hoga jane anjaam iska

jaanu bhi na abhi naam jiska

kya ye sirf ek sapna

kya ye hai bas khyal apna

kya hoga jane anjaam iska 

jaanu bhi na abhi naam jiska

na dekho mujhe aise 

chadhe nasha hain jaise

mere dil ki dhadkan bhi

dekho dhak dhak badhe kaise

mujhpe hai asar udu ambar par

hai asar ye mausam ka

kya sang hai mere mera dilbar

kya ye hai chaht ya hai mohabbat

tujhe chhu lu to sulge tan man

chahu aag ye mere

dil mein jalti rahe har pal

chahu karna yakin dilagi ye nahi

jab tak suraj dharti, mere sang me mera hamdam

kya ye hai chaht ya hai mohabbat

tujhe chhu lu to sulge tan man

chahu aag ye mere

dil mein jalti rahe har pal

chahu karna yakin dilagi ye nahi

jab tak suraj dharti, mere sang me mera hamdam

kya ye hai chaht ya hai mohabbat

Explore this song