Roman script

ho abhi to hui jawan, main haye fas gayi kahan

ho abhi to hui jawan, main haye fans gayi kahan

har koi mare mujhi ko ishare, yama, yama, yama

main hun akeli to ye hain hajaro bachalo meri maa

ho abhi to hui jawa, main haye fas gayi kahan

ye giri huyi nigahe to na fenkiye

pyar ki kabhi nazar se bhi dekhiye

ye giri huyi nigehe to na fenkiye, fenkiye

pyar ki kabhi nazar se bhi dekhiye, dekhiye

main to samjhi ye hai mehfil sarifo ki

milkar badegi ijat kuch hum garibo ki

ki aakhir zama hai ijat wale yahan

ho abhi to hui jawa, main haye fas gayi kahan

ho yahan waha jo baithe huye shaan se

maan lo tumhe main chahu dilo jaan se

ho yahan wahan jo baithe huye shaan se, shaan se

maan lo tumhe main chahu dilo jaan se, jaan se

main to pura kar dun ye bhi tumhara sapna

par ye batao tum me hai kon mera apna 

hai kon mera apna

usi ki lagan me phirun mai kahan kahan

ho abhi to hui jawan, main haye fas gayi kahan

har koi mare mujhi ko ishare, yama, yama, yama

main hun akeli to ye hai hajaro, bacha lo meri maa

ho abhi to hui jawan, main haye fas gayi kahan

Explore this song