Roman script

hirni jaisi ankho wali gore gore galo wali

ek ladki chikni chikni si hirni jaisi ankho wali 

gore gore galo wali ek ladki chikni chikni si

are are are mai fisal gaya are are are mai fisal gaya

hirni jaisi ankho wali gore gore galo wali

ek ladki chikni chikni si are are are mai fisal gaya 

are are are mai fisal gaya

dekha maine khwabo me palko ki salakho me

kaid ho gaya hu mai mastani ankho me

jab nikalna chaha to mai ulajh gaya

hirni jaisi ankho wali gore gore galo wali

ek ladki chikni chikni si are are are mai fisal gaya 

are are are mai fisal gaya

baat meri maan lo mere dil ko jan lo

dhadkane tumhari hai tum chahe jaan bhi lo

baat meri man lo mere dil ko jan lo

dhadkane tumhari hai tum chahe jaan bhi lo

are uski na me ha bhi hai mai samjh gaya

hirni jaisi ankho wali gore gore galo wali

ek ladki chikni chikni si hirni jaisi ankho wali 

gore gore galo wali ek ladki chikni chikni si

are are are mai fisal gaya are are are

Explore this song