Roman script

himmat na haar rahi, jivan ki is safar me 
himmat na haar rahi, ban jayegi ujala 
ek din yahi siyahi,  jivan ki is safar me 
himmat na haar rahi, ban jayegi ujala 
ek din yahi siyahi, himmat na haar rahi
kismat me hain jo thokar 
wo bhi tuhans ke kha le 
kismat me hain jo thokar
wo bhi tu hans ke kha le 
jab tak bhi chahe tujhko takdeer aazmale
duniya hain jung gam ki, insaan hain sipahi 
ban jayegi ujala, ek din yahi siyahi
jivan ki is safar me, himmat na haar rahi
ban jayegi ujala, ek din yahi siyahi
himmat na haar rahi
kante agar mile to, kanto se pyaar kar le 
kante agar mile to, kanto se pyaar karle 
kante banege kaliya, tu intjaar kar le 
kab tak rahegi aakhir, kismat me ye tabahi 
ban jayegi ujala, ek din yahi siyahi
jivan ki is safar me, himmat na haar rahi
ban jayegi ujala, ek din yahi siyahi
himmat na haar rahi

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar