Roman script

himmat kare insan 

himmat kare insan to kya ho nahi sakta

ye jan le nadan to kya ho nahi sakta

himmat kare insan to kya ho nahi sakta

ye jan le nadan to kya ho nahi sakta

himmat kare insan

karti hai jise galiyo me badnam ye dunia

kahti hai jise hasrate nakam ye dunia

ban jaye wo armna to kya ho nahi sakta

ye jan le nadan to kya ho nahi sakta

himmat nare insan to kya ho nahi sakta

ye jan le nadan to kya ho nahi sakta

himmat kare insan

shikwe buri kismat ke hai bujdil ke bahane

tinke ki tarah tujhko uda dala hawa ne

ban jaye tu kaptan to kya ho nahi sakta

ye jan le nadan to kya ho nahi sakta

himmat nare insan to kya ho nahi sakta

ye jan le nadan to kya ho nahi sakta

himmat kare insan

wo jo aag se darte hai anjan hai kitne

ye kam muskil hai to asan hai kitne

ye raz tu le jaye to kya ho nahi sakta

ye jan le nadan to kya ho nahi sakta

himmat nare insan to kya ho nahi sakta

ye jan le nadan to kya ho nahi sakta

himmat kare insan

Explore this song