Roman script

hain soni kudi namkeen badi

hain soni kudi namkeen badi

nazro se bahut kuch keh gayi re

mera kad ke kaalza

kaalza, kad ke kaalza le gayi re

mar gaya main logo

hai sona munda shaukeen bada

oye sona munda shaukeen bada

nazro se bahut kuch keh gaya re

mera kad ke kaalza

kaalza, kad ke kaalza le gaya re

mar gayi main dekho

jab paas mere wo aati hai

dil ki dhadkan badh jaati hai

jab paas mere wo aati hai

dil ki dhadkan badh jaati hai

ik baar nahi do baar nahi

sau baar deewana kar gayi re

mera kad ke kaalza

kaalza, kad ke kaalza le gayi re

mar gaya main logo

haaye milne ke bahane banane laga

mujhko mujhse hi churane laga

milne ke bahane banane laga

mujhko mujhse hi churane laga

mujhe deke nishani

shuru karke kahaani

mere naam pe aahein bhar gaya re

mera kad ke kaalza

kaalza, kad ke kaalza le gaya re

mar gayi main dekho

mera kad ke kaalza

kaalza, kad ke kaalza le gayi re

mar gaya main logo

Explore this song