Roman script

hey abdula, hey abdula 

nagin wala aa gaya

jadu bankar chha gaya 

chhede hai bin pyar ki oo

hey abdula, hey abdula 

nagin wala aa gaya

jadu bankar chha gaya 

chhede hai bin pyar ki 

hey abdula

nagin jab lachke

rahana zara bach ke 

nagin jab lachke

rahana zara bach ke 

ye naina jis pe mod de

diwana kar ke chhod  de 

diwani dildar ki oo

hey abdula, hey abdula 

nagin wala aa gaya

jadu bankar chha gaya 

chhede hai bin pyar ki oo

hey abdula 

hum bhi hai kamaal ke 

jadu nahi daalate 

arey, hum bhi hai kamaal ke 

jadu nahi daalate 

par apni bat bat pe

rah jaye naach naach ke

mehfile sansar ki oo

hey abdula, hey abdula 

nagin wala aa gaya

jadu bankar chha gaya 

chhede hai bin pyar ki oo

hey abdula, hey abdula 

nagin wala aa gaya

jadu bankar chha gaya 

chhede hai bin pyar ki oo

hey abdula

Explore this song