Roman script

hello hello

haye hello

tanha dil ghabrata hai mitha dard jagata hai

aa jaao tum jaldi se dum guthta sa jata hai

tanha dil ghabrata hai mitha dard jagata hai

aa jaao tum jaldi se dum guthta sa jata hai

isliye maine telephone kiya hai

isliye maine telephone kiya hai

hello hello hello hello

abhi to ghar pe daddy hai

abi nahi main aa sakti

dil ko jara sambhalo na

abhi to milke aayi hu

abhi to ghar pe daddy hai

abi nahi main aa sakti

dil ko jara sambhalo na

abhi to milke aayi hu

phir kisliye tune telephone kiya hai

phir kisliye tune telephone kiya hai

hello hello 

hello bolo

hello bolo na

satao na dekho diwana bana ke

aa jao koi bahana bana ke

satao na dekho diwana bana ke

aa jao koi bahana bana ke

thodi karenge pyar ki baate

chali jana mera dil bahlake

pal pal mujhe jalata hai teri yaad dilata hai

aa jao tum jaldi se dum guthta jata hai

isliye maine telephone kiya hai

isliye maine telephone kiya hai

abhi to ghar pe daddy hai

abi nahi main aa sakti

dil ko jara sambhalo na

abhi to milke aayi hu

phir kisliye tune telephone kiya hai

phir kisliye tune telephone kiya hai

hello hello 

hello bolo

hello bolo na

dekho na kaisa mausam hai

aa jaao na

na baba na yahi to mushkil hai

kya karu samaj nahi aata hai

mere bina tumhe kya ho jata hai

kya karu samaj nahi aata hai

mere bina tumhe kya ho jata hai

tumse milne ka mera bhi man hai

meri majburi mujhe roke bandhan hai

kaise tumhe batau main

mujh se bhi raha nahi jata hai

dil ko jara sambhalo na

abhi to milke aayi hu

phir kisliye tune telephone kiya hai

phir kisliye tune telephone kiya hai

tanha dil ghabrata hai mitha dard jagata hai

aa jaao tum jaldi se dum guthta sa jata hai

isliye maine telephone kiya hai

isliye maine telephone kiya hai

accha baba ab band bhi kar do na

kal milogi ha

vada vada

hey i love you

i to

Explore this song