Roman script

he ui amma ui amma kya karta hai 

ladka hoke ladki se kyun darta hai

ui amma ui amma kya karta hai 

ladka hoke ladki se kyun darta hai

kuch bole na bole raaze dil na khole 

per mujhko hai maalum mujhpe marta hai

he ui amma ui amma kya karta hai 

ladka hoke ladki se kyun darta hai

thoda anari thoda sayaana 

budhu bada hai mera deewana 

thoda anari thoda sayaana 

budhu bada hai mera deewana 

tauba duhaayi mushkil bataana 

aaye ise na ladki fasaana 

lallu hai bedardi hai meri baate maane na 

jaane kaisa aashiq hai dhadkan ko pehchaane na 

chori se chhup chhup ke aahe bharta hai 

ui amma ui amma kya karta hai 

ladka hoke ladki se kyun darta hai

neende churaayi jaadu jagaya 

ye rog isne mujhko lagaya 

neende churaayi jaadu jagaya 

ye rog isne mujhko lagaya 

kaise kategi meri jawani 

kaise banungi main iski naani 

mere anjaane dil ko aise kyo tadpaata hai 

meri pyaasi saanso me shola kyo bhadkaata hai 

chahat ki jwala me kaahe jalta hai 

ui amma ui amma kya karta hai 

ladka hoke ladki se kyun darta hai

kuch bole na bole raaze dil na khole 

per mujhko hai maalum mujhpe marta hai

ui amma ui amma kya karta hai 

ladka hoke ladki se kyun darta hai

Explore this song