Roman script

he meri mohabbat jo gunehgaar nahi hain 
jo teri raja ho, ye mera sar ye jabi hain
he meri mohabbat jo gunehgaar nahi hain 
jo teri raja ho, ye mera sar ye jabi hain
varna main sada deti hu, insaf ko tere 
data tere ghar der hain, andher nahi hain 
data tere ghar der hain, andher nahi hain 
hoti hain teri fark pe bedad jaha par
hoti hain teri fark pe bedad jaha par
aur rukti mujrim ki fariyaa jaha par 
sunti hu khudaya tere, rahmat bhi wahi hain 
sunti hu khudaya tere, rahmat bhi wahi hain 
data tere ghar der hain, andher nahi 
be julmo khata, qaid me diwana hain mera 
be julmo khata, qaid me diwana hain mera 
maine use chaha yahi apsana hain mera 
alla mere tujhse to, chhupa kuchh bhi nahi hain 
alla mere tujhse to, chhupa kuchh bhi nahi hain 
data tere ghar der hain, andher nahi 
he meri mohabbat jo gunehgaar nahi hain 
jo teri raja ho, ye mera sar ye jami hain
varna main sada deti hu, insaf ko tere 
data tere ghar der hain, andher nahi hain 
data tere ghar der hain, andher nahi hain

Song details

Song video

Watch on YouTube