Roman script

hey jyoti swrupa narayana

nis din apne man me deva

nis din apne man me deva

harpal dekhu maya teri 

harpal dekhu maya teri 

na jane kyu prani bhatke

tajke hari charnan ki sewa

nis din apne man me deva

mere salone tu kis kone

hai jaga ya soya

mere salone tu kis kone

hai jaga ya soya

bhagy vidhina kaisi maa main

bhagy vidhina kaisi maa main

bhukha pyasa tujhko chhoda

kaisi hai ye maiya ha kaisi ye teri maiya

ha kaisi hai ye maiya

na main chahu dudh malayi

na main chahu dudh malayi

naahi chahu bhojan mewa

narayan nama amrit ras me

narayan nama amrit ras me

sab paau main vyanjan dewa

nis din apne man me deva

harpal dekhu maya teri 

na jane kyu prani bhatke

tajke hari charnan ki sewa

nis din apne man me deva

Explore this song