Roman script

jai jai krishan kanhaiya, kanhaiya krishan kanhaiya

jai jai krishan kanhaiya

rasa rachiya o balram ke bhaiya

naag nachiya raas rachiya

paar laga do naiya

o hey jag palak shristhi ke maalik

hey jag palak shristhi ke maalik

vinti meri swikar karo

hey jag palak shristhi ke maalik

hey jag palak shristhi ke maalik

vinti meri swikar karo

dedo sharan apne charnan me 

mujh pe ye upkar karo

o hey jag palak shristhi ke maalik

bhatak gaye hai apne path se ho

bhatak gaye hai apne path se

aake raah dikhao, raah dikhao

aake raah dikhao

tum apne ho apne jaan ke apne

apne gale lagao

apne gale lagao, apne gale lagao

man ko aatam shakti dekar

man ko aatam shakti dekar

mera bhi udhar karo

hey jag palak shristhi ke maalik

hey jag palak shristhi ke maalik

jai jai krishan kanhaiya, kanhaiya krishan kanhaiya

jai jai krishan kanhaiya, kanhaiya krishan kanhaiya

jai jai krishan kanhaiya, kanhaiya krishan kanhaiya

Explore this song