Roman script

hazaro karwa lute gaye manzil ki raho me

jo gum ka samna karta gaya manjil pe wo pahucha

bedard jamana tera dusman hai to kya hai

dunia me nahi jiska koi uska khuda hai

bedard jamana tera dusman hai to kya hai

dunia me nahi jiska koi uska khuda hai

ye kaisi khudai hai bhala kaisa khuda hai

lutti hui dunia jo meri dekh raha hai

mai kaise bhala manu ke dunia me khuda hai

agar hai to kaha hai

izzat bhi bachi jan bachi kaise ye bolo

wo konsi takat thi jara dil ko tatolo

hai jiska karam usi se gila hai

dunia me nahi jiska koi uska khuda hai

bedard jamana tera dusman hai to kya hai

dunia me nahi jiska koi uska khuda hai

dunia me nahi jiska koi uska khuda hai

kuch kam nahi apne liye jine ke sahare

kuch kam nahi apne liye jine ke sahare

iman ki daulat hai abhi pas hamare

ye aisa sahara hai jo har say se bada hai

dunia me nahi jiska koi uska khuda hai

bedard jamana tera dusman hai to kya hai

dunia me nahi jiska koi uska khuda hai

bedard jamana tera dusman hai to kya hai

dunia me nahi jiska koi uska khuda hai

dunia me nahi jiska koi uska khuda hai

dunia me nahi jiska koi uska khuda hai

dunia me nahi jiska koi uska khuda hai

Explore this song