Roman script

hazaar baate kahe zamana meri wafa pe yakin rakhna

hazaar baate kahe zamana meri wafa pe yakin rakhna

har ek ada me me hai begunahi meri ada pe yakin rakhna

hazaar baate kahe zamana

meri mohabbat ki zindagi ko nazar na lag jaye is jahan ki

nazar na lag jaye is jahan ki

yahi sada hai dhadkate dil ki meri sada pe yakin rakhna

hazaar baate kahe zamana meri wafa pe yakin rakhna

hazaar baate kahe zamana

kisi ko hansta na dekh paye ajib shay hai ye bairi duniya

kisi ko hansta na dekh paye ajib shay hai ye bairi duniya

ajib shay hai ye bairi duniya

ye bemurvvat hai bewafa hai na bewafa pe yakin rakhna

hazaar baate kahe zamana meri wafa pe yakin rakhna

hazaar baate kahe zamana

nazar me rahna hai khushnasibi nazar se girna hai behayai

nazar se girna hai behayai

haya hai aurat ka ek gahna meri haya pe yakin rakhna

hazaar baate kahe zamana

Explore this song