Roman script

deewano ke sar phir gaye 
haye deewano ke sar phir gaye 
mere kadmo pe sabke sir gir gaye 
purva ne bhi pallu udaya
haye ri jawani gajab kaisa dhaya 
haye ri jawani gajab kaisa dhaya
chhoti si umar hai mushkil hajar hai 
teer nigaho wala dil ke aar paar hai 
chhoti si umar hai mushkil hajar hai 
teer nigaho wala dil ke aar paar hai 
raato mein nind hai na din mein chain hai 
mujhko pane ke liye har koi bechain hai 
pagli ne kitna sataya
haye ri jawani gajab kaisa dhaya 
haye ri jawani gajab kaisa dhaya
deewano ke sar phir gaye 
haye deewano ke sar phir gaye 
mere kadmo pe sabke sir gir gaye 
purva ne bhi pallu udaya
haye ri jawani gajab kaisa dhaya 
haye ri jawani gajab kaisa dhaya
main sabse door hu sab mere pas hai
sare samjhte hai sare mere khas hai 
main sabse door hu sab mere pas hai
sare samjhte hai sare mere khas hai 
fir bhi kyu dil bole honge beiman sab 
ab tak to jo khud ko bachaya 
haye ri jawani gajab kaisa dhaya 
haye ri jawani gajab kaisa dhaya
deewano ke sar phir gaye 
haye deewano ke sar phir gaye 
mere kadmo pe sabke sir gir gaye 
purva ne bhi pallu udaya
haye ri jawani gajab kaisa dhaya 
haye ri jawani gajab kaisa dhaya

Song details

Song video

Watch on YouTube