Roman script

kaise mai batau haal dil ka

ho kaise main batau haal dil ka

leke gaya koi karar dil ka

hoth hilte to hai bol milte nahi

aise kaise dikhau main pyar dil ka

haye rabba haye rabba

haye rabba haye rabba

haye rabba haye rabba

haye rabba haye rabba

kaise main batau haal dil ka

leke gaya koi karar dil ka

ek chaubare pe wo khada hai yaha

ek banjare se mil raha hai yaha

gale me ek sone ki zanjeer hai

saath me ek chhoti si shamshir hai

baate karta hai pyari

wo hai mera shikari

wo to karta hai dil se sawal dil ka

haye rabba haye rabba

haye rabba haye rabba

haye rabba haye rabba

haye rabba haye rabba

kaise main batau haal dil ka

leke gaya koi karar dil ka

ped ke niche baitha wo chhaiya tale

leke banduk apni wo baiya tale

yu to usko hi dhunde nighahe sabhi

par wo mujhko hi dekhe kisi ko nahi

rang uska hai gora baka sa hai chhora

mujhse chhina hai jisne karar dil ka

haye rabba haye rabba

haye rabba haye rabba

haye rabba haye rabba

haye rabba haye rabba

kaise main batau haal dil ka

leke gaya koi karar dil ka

wo sajila rangila chale lehrati chal

sar pe pagdi bhi hai gale mein rumal

usko dhunde nazar har kisi ki yaha

ye na jaane koi wo chhupa hai kaha

hain ye mujhko khabar

wo gaya hain kidhar

kaha rehta hain jaane bahar dil ka

haye rabba haye rabba

haye rabba haye rabba

haye rabba haye rabba

haye rabba haye rabba

kaise main batau haal dil ka

leke gaya koi karar dil ka

hoth hilte to hai bol milte nahi

aise kaise dikhau main pyar dil ka

haye rabba haye rabba

haye rabba haye rabba

haye rabba haye rabba

haye rabba haye rabba

Explore this song