Roman script

haye kisi ki yad sataye haye kisi ki yad sataye
aankho se chhup kar dil me samaye
aankho se chhup kar dil me samaye
gul ki hasi gulshan ki jawani 
gul ki hasi gulshan ki jawani
mere liye hai gum ki kahani 
mere liye hai gum ki kahani
phul hase to dil ko manaye 
phul hase to dil ko manaye
dard gale se mujhko lagaye 
dard gale se mujhko lagaye
dard kise apna samjhaye zakham kise apna dikhlaye
man ki baat kahi na jaye man ki baat kahi na jaye
dil ki chot sahi na jaye dil ki chot sahi na jaye
haye kisi ki yad sataye yad sataye yad sataye

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Tanveer Naqvi, Rajjan, Swami Ramanand Saraswati, Hasrat Lakhnavi