Roman script

haye jiya mora chahka 
ek jhatke me bahka
haye bhang ke nashe me 
laga ishq ka chaska
kabhi adhi kabi pauwa
kabhi gori kabhi  kawua 
kabhi rediyo kabhi mauwa
kabhi rabdi kabhi maska
haye mithi mithi vani 
chamkat ganga ka pani
maya lok me bhatka 
mora manva lubha
oye gori ghunghat tane 
haye laj sharam ke mare
shiv ki nagariya rama kitni mahan
kabhi adhi kabi pauwa
kabhi gori kabhi  kauwa
kabhi rediyo kabhi mauwa
kabhi rabdi kabhi maska

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Ritu Pathak, Kailash Kher

actor: Rajpal Yadav, Jimmy Shergil, Nikita Anand