Roman script
hawa me kya hai khushbu hai, lehar me kya hai sargam hai hawa me kya hai khushbu hai, lehar me kya hai sargam hai fiza me kya hai mausam hai, dil me kya hai tera pyar hawa me kya hai khushbu hai, lehar me kya hai sargam hai fiza me kya hai mausam hai, dil me kya hai tera pyar hawa me kya hai khushbu hai main chand tu hai meri chandani, main rag tu hai meri ragini main chand tu hai meri chandani, main rag tu hai meri ragini aawaz main teri tu mera geet hai main teri priytama tu mera mit hai tere liye main lu janam sanam hajaro baar hawa me kya hai khushbu hai, lehar me kya hai sargam hai fiza me kya hai mausam hai, dil me kya hai tera pyar hawa me kya hai khushbu hai jo dil me thi wo lab pe baat hai, ye apni murado ki raat hai jo dil me thi wo lab pe baat hai, ye apni murado ki raat hai khamosh hai jaha kehta hai ye gagan dharti ki sez pe ek honge do badan is bekrari me bhi mujhko aata hai karar hawa me kya hai khushbu hai, lehar me kya hai sargam hai fiza me kya hai mausam hai, dil me kya hai tera pyar hawa me kya hai khushbu hai hawa me kya hai khushbu hai, lehar me kya hai sargam hai fiza me kya hai mausam hai, dil me kya hai tera pyar
Song details
- Singer: S P Balasubramaniam
- Film / album: Jaagruti (1992)
- Composer: Anand Milind
- Lyricist: Sameer
- Actor: Salman Khan
- Actor: Karisma Kapoor
- Actor: Ashok Saraf
- Actor: Prem Chopra
- Actor: Aparajita
- Actor: Beena
- Actor: Suresh Bhagwat
- Actor: Pankaj Dheer
- Actor: A K Hangal
- Actor: Mohan Joshi
- Actor: Shiva
- Actor: Javed Khan
- Actor: Raza Murad
- Actor: Raja Duggal
- Actor: Avtar Gill
- Actor: Dinesh Hingoo
- Actor: Puneet Issar
- Actor: Dina Pathak
Song video
actor: Salman Khan, Karishma Kapoor