Roman script

havaa kaamosh hai, aur chup hain sitaare

sisak kar so gaye hain aramaan hamaare

na baaz aayaa muqaddar mujhe mitaane se

na baaz aayaa muqaddar mujhe mitaane se

bharii bahaar men hun dur aashiyaane se

bharii bahaar men hun dur aashiyaane se

na baaz aayaa muqaddar mujhe mitaane se

qusur unakaa, na merii kata, na duniyaa kii, na duniya ki

mit gayi kud hii me, mitane ke ik bahaane se

mit gayi kud hii me, mitane ke ik bahaane se

na baaz aayaa muqaddar mujhe mitaane se

na baaz aayaa muqaddar mujhe mitaane se

bujhii naa pyaas merii, bujhii naa pyaas merii

pii ke dekh lii har shai, pii ke dekh lii har shai

pyaasii hii laut chalii main bhare maikaane se

pyaasii hii laut chalii main bhare maikaane se

na baaz aayaa muqaddar mujhe mitaane se

bharii bahaar men hun dur aashiyaane se

na baaz aayaa muqaddar mujhe mitaane se

Explore this song