Roman script

hawa hai sard sard 

aur dil me bhi hai dard

barsi hai kahin aaj ghata

hawa hai sard sard 

aur dil me bhi hai dard

barsi hai kahin aaj ghata

mausam ka rang hai ajib 

bulbul se phul hai pari

mausam ka rang hai ajib 

bulbul se phul hai pari

aaye bahar ke kadam

jaga hai baag ka nasib

aaye bahar ke kadam

jaga hai baag ka nasib

sunke ghata ka shor

jungle me nacha mor

barsi hai kahin aaj ghata

raahe sawar sawar gayi 

kaliya nikhar nikhar gayi

raahe sawar sawar gayi 

kaliya nikhar nikhar gayi

dekha aasma dhula dhula

nazre jidhar jidhar gayi

dekha aasma dhula dhula

nazre jidhar jidhar gayi

kaisa ajab hai rang

bhiga hai ang ang

barsi hai kahin aaj ghata

hawa hai sard sard 

aur dil me bhi hai dard

barsi hai kahin aaj ghata

Explore this song