Roman script

hato tum baaju hawa aane do, diwaanepan ka nasha chhaane do

mai hu kaha mujhe hosh nahi, mera dil ye kahe kar bum bum

hato tum baaju hawa aane do

aaj mere behake hai kadam bada betaab hai man

jaane kidhar mujhe leke chali diwaani pagali pawan

aaj mere bahake hai kadam bada betaab hai man

jaane kidhar mujhe leke chali diwaani pagali pawan

ho isme mera koi dosh nahi, mera dil ye kahe kar bum bum

hato tum baaju hawa aane do

yaar milegi kahi naa kahi jo khwaabo me aane lagi

sabse hasi hai wo sabse jawa jo har pal sataane lagi

ho rehna mujhe khaamosh nahi, mera dil ye kahe kar bum bum

hato tum baaju hawa aane do, diwaanepan ka nasha chhaane do

mai hu kaha mujhe hosh nahi, mera dil ye kahe kar bum bum

hato tum baaju hawa aane do

Explore this song