Roman script

hath mere hai madhu ka pyala

hath mere hai madhu ka pyala

tera rup bana madhushala

hath mere hai madhu ka pyala

dhul hu mai roz mita hu 

kab chalki sapno ki dhala

jab poonam ki madira barse

jab poonam ki madira barse

tujhe chandani ne nahlaye nahlaye nahlaye

tab ye gora badan tumhara taj mahal ban jaye

rup sudha ki ek bund ko

tarse ye tera matwala

hath mere hai madhu ka pyala

tera rup bana madhushala

hath mere hai madhu ka pyala

Explore this song